Friday, December 4, 2009

Shayeri SMS Messages




Shayeri SMS Messages





• ArZo0 HaY TumHAin Do0R Se DekHNay KI,




MAgEr PasS NaHi AaNa ChAhTa,




TaMaNnA NaHi tuMHain PANAy ki,




MAgeR KhoNA BhI NAHi CHAhTa...




• JIS NAZAR SE DEKHTE RAHE IS DUNIYA KO HUM,




UN AANKHON MEIN HAMARI KOI PEHCHAAN BHI NAA THI




• tez hawa ka jhonka aaya




saath main teri khushbu laya




tab meray dil main khayal aaya




aaj bhi mera dost nahin nahaya




• Har baat ka jawab inkar nahin hota




Har jaga rukna intazar nahin hota




Yun to milti hein hazaron se nazrein




Her nazar ka milna magar pyar nahin hota




• Jis din se juda vo humse hue




is dil ne dharkna chor diya




hai chaand ka mooh bhi utra utra




taaro ne chamkna chor diya




• Yaad mein teri aankhe bharta hai koi,




har saans ke saath tujhe yaad karta hai koi,




maut to sachai hai aani hai,




lekin teri judaai mein har roz marta hai koi....!




• a dekh kabhi un ki shaboon mein a ke.....




k Kitna rote hai ye dosroon ko hansane wale




• Wo Bewafa Hain To Kya, Mat Kaho Bura Us Ko




Ke Jo Huwa So Huwa Khush Rakhe Khuda Us Ko




• Hume Bhi Pyaar Karne Ka Khayal Aaya,Jub Bhi Yeh Khayal Aya Khud Ko Akeala Paya,




Dhoonte Rahe Is Duniya Main Humsafar,Kisi Ko Dhke Baaz, Kisi Ko Bewafa Hi Paya




• TUM BIN JIYA JAE KAISSE ...




TUM BIN RAHA JAE KAISSE...




SADIYOON SE LANMBI HAIN RATAIN...




SADIYOON SE LANMBE HAIN DIN ..




AJAO AB LAOT KAR YEH DIL KUCH KEH RAHA HAY




AJA LAOT KAR YEH DIL KUCH KEH RAHA HAY




............DIL........




• na kar inkaar a zalim mere pass ane se ..




khuda bhi roth jata hay kisi ka dil dukhane se




• Dil todna humari adat nahi, Dil hum kisika dukhate nahi bharosa rakhna humarae dosti pe dost bankar hum kisiko bhulaathe nahi!!




Umar ki raah me insaan badal jathe hai waqt ki aandhi main tufaan badal jathe hai soctha hoon tumhe pareshan na karulekin baad mein iradha badal jatha hai!!




Usko chaha bhi tho izhaar karna na aaya, Kat gayi umar saari humein pyar karna na aaya usnae manga bhi agar kuch tho jindagi mangiaur humne inkaar bhi karnae na aaya.




• Kaun marta hai kisi ke liyae hum to zinda hai sirf aap jaise dumbo ke liye!! faslae mita kar aapas mein pyar rakhnaa dosti ka yeh ristha humesha yun hi barkaraar rakhna, Bichad jaye kabhi aap se hum anakho mein humesha humara intezaar rakhna!! ek pathar kafi hai sisha thodnae ke liyeek baath kafi hai dil thodnae ke liyeaur ek dost kafi hai zindagi jee lene ke liye.




• mere zindagi kya dosra naam hoon tum,




hum tere dil me rahe ge ek yaad bankar ,




tere laab pe khilenge muskan ban kar ,




kabhi apne se juda maat samaj na ,




hum tera saat chale ge asman ban kar.




• Aansoun ko bhought samjaye ke




thaniya mein aye karo bhari mehfil mein




hamra mazak na udhaya karo




iss per aansoun tadap kar bolle




bare mehfil mein tume thana paa tee islia chale ate hai.




• uski yaad mein dekho hum kya karte hain




bikhri hui zindagi mein deewaronse baatein karte hain




dekha usse kal maine par woh ek chalava nikla




meri kismat dekho jo mera tha woh paraya nikla




kehte hai ki ishq mein toh lut jana chahiye




par jab yaar hi na mile toh kispe mita jaye




• mazloom ki anho ke nisane nahi baithe,




jalim ke abhi hosh theekane nahi baithe,




our jo waqat ne aise bhi maoke hame bakhshe hai,




hum fir bhi buzurgo ke shirhane nahi baithe,










wade kisise irade kise se,




anhe kise se nigahe kisi se,




ab yaar tumhra bharosa hi kya,




jo adhe hamare adhe kisi ke.




• YAAD AAOONGA




HAR US LAMHE ME YAAD AAOONGA




JAB TUM TANHAYEE ME ROYA KAROGI




JAGTE JAGTE THAK KAR SOYA KAROGI




ANKH KE BAND HOTE HI YAAD AAOONAG




JAB KISI CHAHANE WALE KI TARAF




DEKHOGI TO YAAD AAOONGA




KISI MOHHABATH KARNEWALE KO DEKHOGI




TO YAAD AAOONGA




SAANS JAB TAK CHALEGI TUMHARI TAB TAK BHI




YAAD AAOONGA




• Raat ankho me dhaLi palkon par jugnu aye




hum hawao ki tarah jakar use chuh aye




usne chuh kar mujhe pathar se insan kiya




mudhaton baad meri ankho me ansu aye




• Jaate jaate woh koi achi nishani de gai umar bhar dohra saku aise kahani de gai hum to reh gaye pyase par humari palko ko woh paani de gai




• Asman ko need aaye to kahna sulaau kahan Dharti ko maut aaye to dafnao kahan Sagar mein lehar aaye to chupao kahan Jab teri yaad aye to jau kahan!!!




• Dard kitne hai bata nahi sakti,




Zakhm kitne hai dikha nahi sakti,




Ankhon se samjh sako to samjh lo,




Ansoon gire hai kitne gina nahi sakti..




• Aasu ko palko tak laya mat karo,




Dil ki baat kisi ko bataya mat karo,




Log muthi mein namak liye phirte hai,




apne zakham unhe dikhaya mat karo.




• Zindagi kisi ki mohtaj nai hoti dosti sirf jazbat nai hoti , kuch to khayal aaya hoga khuda ko tumhari bhalai ka warna yu hi aapki humse mulakat nai hoti




• Mana ki aaj hamare saath koi dildaar nahi, lekin ye mat samajhna ki hamein kisi se pyar nahi, Kismat ne sab kuch diya hamein sirf diya hamara woh yaar nai




• Sham Dahli Phir Kaali Raat Aayi,.




Dil Dhadka Phir Tumhari Yaad Aayi,.




Aankho Me Mahsoos Kiya Us Hawa Ko,.




Jo Tumhe Chukar Hamare Pass Aayi,............




• Liko Tu Kuch Aahsa liko,




Kay Kalam Bee Ronah Par Majboor Ho jayah




Har Lafz May Woh Dard Pidah Karo,.




Woh Pyar Karnah Pay Majboor Hojayah......




• Dukh chhupay hoay hain hum dono




Zakham khaay hoay hain hum dono




Aisa lagta hay phir zamany ko




Yaad aay hoay hain hum dono




Tu kabhi chandani thee dhoop that main




Ab to saay hoay hain hum dono




Jaisay ek doosary ko paa kar bhee kuch ganwaiy hoay hain hum dono




Jaisay ek doosary say sharmindah




Sir jhukay haoy hain hum dono




Jaisay ek doosaray ki chahat ko




Ab bhulay hoay hain hum dono




Ishq aisa kahan ka ehad(promise)Faraz




Ghar basay hoay hain hum dono.




• Azeez Itna Hi Rakho K Ji Sanbhal Jaaye..




Ab Iss Kadar Bhi Na Chaho K Dum Nikal Jaaye..




• Milen To Yun Hein Bohot..Aao Ab Milen Yun Bhi..




K Rooh Garmi-e-Infaas Pighal Jaaye..




• Mohabbaton Mein Ajab Hai Dilon Ko Dharka sa..




K Jaane Koon Kahan Raasta Badal Jaaye..




• Zahe Woh Dil Jo Tammana-e-Tar Mein Taza Rahe..




Khusha Woh Umar Jo Khawbon Mein Hi Behel Jaaye..




• Har Ik Lehza,Yehi Aarzoo Yehi Hasrat..




Jo Aag Dil Mein Hai Woh Sheir Mein Dhal Jaaye..




• Tune yeh phool jo zulfon mein sajaa rakha hai




Ek diya hai jo andheron mein jala rakha hai




• Jeet le jaaye koi mujh ko naseebon walaa




Zindagi ne mujhe daao pe laga rakha hai




• Jaane kab aaya koi dil mein jakhna wala




Isiliye main ne giraban khula rakha hai




• Imtihaan aur mere zabt ka tum kya loga




Main ne dharkhan ko bhi seena mein chuppa rakha hai




• Dil ta ek shola magr beet gaye, din woh katey,




Ab kuredona ise, raakh mein kya rakha hai




• Kitnay aaye Kitnay Gaye Hum aas Lagaye bethay hain




Palkon Pay Angarey Rokay ,Deep Jalaye Bethay hain




Koi Hamari Baat Suno! Hum Subha Say aaye bethay hain




• Subha Ki befikri Day ker,Shamon Ki her Ik Sohbat deyker




Loag Tou Dou Kori Bhi na Dein Per Ham nay Bari Qemat deykar




Dard Khareda thaa So ab Ussi Ko Dil say Lagaye Bethay hain




• Uthiye! Yuun Ghuttey Rehnay Say Sir ko Hota hai Souda




Vo herjai Aapka Jab na Hua Tou Ghair ka Kya hoga




Diva Ji ! Aap ye Kis ka Soug manaye Bethi Hain .




• mujh ko shikwa hai meray bhai keh tum jaate hooay




le gaye sath meri umr-e ghuzishta ki kitaab




is mein tau meri bohut kimati tusweerien thein




is mein buchpun tha mera, aur mera aihd-e shabab




• is ke badle mujhe tum de gaye jaate jaate




apnay ghum ka yeh dumakta hua khoon rung golaab




kya karoon bhai, yeh aizaz mein kyoon ker pehnoon




mujh se le lo meri sub chaak qamizoon ka hisaab




• aakhri baar hai, lo maan lo ik yeh bhi sawaal




aaj tuk tum se mein lota nahin mayoos-e jawaab




aa ke le ja'o tum apna yeh damukta hua phool




mujh ko lota do meri umr-e ghazishta ki kitaab




• Baat karni mujhe mushkil kabhi aisi toh na thi




Jaisi ab hai teri mehfil kabhi aisi toh na thi




• Le gaya cheen ke kaun aaj tera sabar-o-qaraar




Beqaraari tujhe, ae dil, kabhi aisi toh na thi




• Un ki aankhon ne khuda jaane kiya kya jadoo




Ke tabiyyat meri maa'il kabhi aisi toh na thi




• Chashm-e-qaatil meri dushman thi hamesha lekin




Jaise ab hogayi qaatil kabhi aisi toh na thi




• Kya sabab tu joh bigar tha hai Zafar se har baar




Khoo teri hoor-e-shimaa'il kabhi aisi toh na thi




• mar kay bhi jo na mar sakay, jab maut kuch na kar sakay,




pee kar jo zinda reh sakay, peena woh Jaam-e-zindagi.

No comments:

Post a Comment